Dabi Dabi Saanson Mein - Veer movie song Lyrics
Dabi dabi saanson mein suna tha maine
Bole bina mera naam aaya
Palkein jhuki aurr uthne lagi to
Haule se uska salaam aaya
Jab bole woh, jab bole Uski aankh mein rab bole
Paas paas hi rehna tu Aankh aankh mein kehna tum
Dekha tumhe to aaram aaya
Dabi dabi saanson mein suna tha maine
Bole bina mera naam aaya
Roz hi dil ki aag utha kar
haath pe le kar chalna hai
Tere bina bina tere boondh boondh
ab raat raat bhar jalna hai
Tum mile na mile, ye haseen silsile
Waqt ke saqt hai ab ye katt te nahi
Haan tere bina saans bhi chalti hai
Tere bina dil bhi dhadakta hai
Yaad nahi that yaad aaya
Dabi dabi saanson mein suna tha maine
Bole bina mera naam aaya
Din ki tarah tum sar pe aana,
shaam ke jaise dhalna tum
Khwab bicha rakhey hain rah mein
soch samaj ke chalna tum
Neend ke chahon se, tum dabbe paon se
Yun gaye woh nishan ab to mitt te nahi
Tere liya chaand bhi rukta hai
Tere liya roz theharti hai
Yaad nahi that yaad aaya
Dabi dabi saanson mein suna tha maine
Bole bina mera naam aaya
Palkein jhuki aurr uthne lagi to
Haule se uska salaam aaya
Salaam aaya, salaam aaya, salaam aaya ..