Showing posts with label Kitab. Show all posts
Showing posts with label Kitab. Show all posts

Kitab likh deta


Tere hussan per tareefon bri kitab likh deta,,!!

Ae kash ke teri wafa tere hussan ke barabar hotii,,,

Kash banane wale ne mujhe kitab bnaya hota


Kash banane wale ne mujhe kitab bnaya hota.
Woh parhty parhty so jati mujhy seenay say lagaya hota,

Main ous k gum main rota or rota he jata.
Os nay chupky say mujhy senay say lgaya hota.

Os ko dastaan suna suna k thak sa giya.
Kash uss nay b mujhy hal-a-dil sunya hota.

Main oss ka naam leta or subho sham leta tha.
Hay afsos os ny mujhy 1 bar bolaya hota.

Main oss ki khatr trpta rha sham-o-sehar Mohsin
Arman na hota gar os ny aik aansoo he bahaya hota.


Wao

Related Posts with Thumbnails