Showing posts with label Sahilon ki Hawa. Show all posts
Showing posts with label Sahilon ki Hawa. Show all posts

Main tery sang kesy chaloon Sajna..........


Main tery sang kesy chaloon Sajna
tou samandr hay,main Sahilon ki Hawa


tou mera haath haathoon main ly ky chaly
mehrbaani teri


teri ahat se dil ka dareecha khuly
main dewani teri


tou ghubaar-e-safar,main khizaan ki sada
tou samandr hay main sahilon ki hawa


tou baharoon ki khushboo bhari shaam hy
main sitara tera


zindagi ki amant tera naam hy
tou sahara mera


mainy sari khudai main tujh ko chuna
tou samandr hy main sahilon ki hawa


teri manzil bany mera hr rasta..
tou samndr hy main sahilon ki hawa...

Wao

Related Posts with Thumbnails