Ab Sharmana kya


Gori ab Sharmana kya

Pyar mein aesa hota hai
Pehly kyon na socha tha
Jab nain se nain milaey thy

Ab to us ka haq banta hai
Paas wo tere aaey ga
Hath bhi tera pakrey ga
Zulf se teri khely ga
Banhon mein bhar leny ko
Sara zor lagaey ga
Tujh ko apni Jan k Sajan
Sary haq jatlaey ga

Gori ab sharmana kya
Pyar main aesa hota hai

Wao

Related Posts with Thumbnails