Bhut taqleef deta hai...


Mujhy na sans ati hai
na mera dam nikalta hai,

magar ye beech ka alam,
bhut taqleef deta hai..

samandar na nigalta hai,
na saahil par palakhta hai.

magar ye dobna ubharna,
bhut takleef deta hai..

jo tum bolo sanwar jayen,
jo tum bolo bikhar jayen..

magar ye tootna jurna,
bhut takleef deta hai..

jo tum mano to batl'en
jo tum samjhaio to samjh'en

tumhare bin adhoora-pan
bhut takleef deta hai.....

Wao

Related Posts with Thumbnails