Ek Lamha-e-wisaal tha....!!
Ek Lamha-e-wisaal tha wapis na Aa ska
Wo waqt ki misaal tha wapis na Aa saka
Hr ek ko apna haal sunane ka kya faida
Jo mera hum khayal tha wapis na Aa ska
Mujh ko mere wajood se jo kr gaya juda
Wo shakhs Ba-kamaal tha wapis na Aa ska