Bichar ke mujh se kabhi tu ne ye bhi socha hai


Bichar ke mujh se kabhi tu ne ye bhi socha hai Adhura chand bhi kitna udas lagta hai Ye wasl ka lamha hai ise rayegan na samajh Ke is ke bad wahi duriyon ka sahara hai kuch aur dair na jharta udasiyon ka shajar Kise khabar tere saye main kaun baitha hai Ye rakh-rakhao muhabbat sikha gai us ko Wo ruth kar bhi mujhe muskura ke milta hai Main kis tarah tujhe dekhun nazar jhijhakti hai Tera badan hai ke ye ainon ka dariya hai

Wao

Related Posts with Thumbnails