Khabon Mein Mere Na Tum....


Khabon mein mery na tum aya karo
Meri jaan mujhy na staya karo

Aa kar jo deti ho khushiyan mujhy
ja kar mujhy na r ulaya karo

Muntazir hon tum sy milny ko main
Intazar mein na mujh ko tarpaya karo

Jajti hai khushi chehry par tery
Dekh kar mujhko bhi muskraya karo

Na chhorna kabhi bhi ay dost
Khush reh kar khushian lutaya karo.

Wao

Related Posts with Thumbnails