Wo jo mera sab kuch tha me usay kabi bata na saka....!


Wo jo mera sab kuch tha me usay kabi bata na saka
wo meri bat na samajh saka na apni mujhey samjha saka

mene jab b jazbon ki us se bat karni chahi
na us ne meri suni na apni mujhy suna saka

mana uski furkat me sary jahan ko chor dia
wo mera phir b hua nahi na apna mujhy bana saka

waqt-e-judai mere zabt ka daman tot gaye
mene usay lipat k rona chaha wo galey b na laga saka

ek arsay bad wo mila mujhsy bs itan usne kaha mujhey
na tumse pehle koi dil me tha na tere bad koi asaka.

Wao

Related Posts with Thumbnails