Kabhee Kabhee .. (By Amjad Islam Amjad)


Kabhee Kabhee in habs bhari raton main

Jab

Sab Awazain so jatee hain

Aadhee neend ki ghayal madhoshi main

Ek Khwab anokha jaagta hai.....!

May daikhta hoon

Gard ki is chadar say udhar

Jo merey us kay beech tani hai

WOH bhee tanha jaag raha hai...

Wao

Related Posts with Thumbnails