Is trah khush ho raha hon


is trah khush ho raha hon
jashn-e-maktal dekh kr
jis trah hr nook-e-khanjar
pr lahoo mera na tha


apne apne bewafaon ne humain yakja kiya
warna main to tha tera
pr hargiz tu mera na tha


wo kahin b choor jata
kya gila us se k wo
ek musafir tha
shareek-e-justaju mera na tha


ab khud se boolty hoe
khoof aata hy Faraz
itna dil'aazar
tarz-e-guftago mera na tha

Wao

Related Posts with Thumbnails