Tum zindagi ko gham ka



Tum zindagi ko gham ka
Fasana bana gaye
Aankhon main intezar ki
Duniya basaa gaye
Tum se thi mere pyaar ki
Duniya basi hui
Tum se thi zindagi ki
Andehre main roshani
Tum kiya gaye
chirag_e_mohabbat
bujhaa gaye
Duniya ujhar gayi
Mere sabr o karaar ki
Ro ro k raat kaatti hoon
Intezaar ki
Jab chaand par nazar pari
Tum yaad a gaye

Wao

Related Posts with Thumbnails