(•––––Aansoo––––•)

Aansoo Aik Anmool Moti Ki Tarah Hoty Hain Aankh K andar Rahe to Theek nahi To Paani Ka aik Qatra Ban k beh jaate hain Kis k kitne aansoo gire hain yeh koi nahi ginn sakta lekin Kis ne Kitne aansoo piye hain yeh peene waala bata sakta hai.



Aansoo Aik Anmool Moti Ki Tarah Hota Hai
Aansoo Dil Ki TarJumani Bhi Karte hen...
Aansoo Khushi ke bhi hoty hain aur Ghum ke bhi
Aur Aansoo Dil Ka Bojh Bhi Halka Karte Hain..

Share Your Aansoo



Web Owner“GhazalMag”
Har voh Ansoo jo aankh se nahi girta
ek din GHAZAL ban jaata hai ...

Wao

Related Posts with Thumbnails