Jaoon Kahan billu barber Song with Lyrics





Jaoon Kahan Lyrics
Kab se usko dondhta hoon
Bhegi palko se yahan
Ab na jane woh kahan hai
Tha jo mera aashiyan

Aaaaaaaaa….

Kab se usko dondhta hoon
Bhegi palko se yahan
Ab na jane woh kahan hai
Tha jo mera aashiyan

Rabba mere mujhko batha, haaiiieee
De mujhe kyon yeh sazaa
Aab sare bandhan todh ke
Yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke
Jaoon Kahan

Aab sare bandhan todh ke
Yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke
Jaoon Kahan

ohhhh…. maaaaahiiiiyaaaannnn

Ek chota sa jahan tha
Chand khushiyon se bhara
Usko mujhse cheen kar hai
Mil gaya tujhko bhi kya

Ohhooo…
Ek chota sa jahan tha
Chand khushiyon se bhara
Usko mujhse cheen kar hai
Mil gaya tujhko bhi kya

Aab hai fakat sirf jaan
Kar dun mein woh bhi aata

(Aab sare bandhan todh ke
Yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke
Jaoon Kahan) - 2

Waqt ke kitne nishaan hai
Zarre zarre mein yahan
Doston ke saath ke pal
Kuch haseen kuch gumjayda

Waqt ke kitne nishaan hai
Zarre zarre mein yahan
Doston ke saath ke pal
Kuch haseen kuch gumjayda

Sab hua aab toh fanna
Bas raha baki dhuaan

(Aab sare bandhan todh ke
Yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke
Jaoon Kahan) - 2

Kab se usko dondhta hoon
Bhegi palko se yahan
Ab na jane woh kahan hai
Tha jo mera aashiyan

Rabba mere mujhko batha, haaiiieee
De mujhe kyon yeh sazaa
Aab sare bandhan todh ke
Yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke
Jaoon Kahan

Aab sare bandhan todh ke
Yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke
Jaoon Kahan

Dil Ibaadat Kar Raha Hai Tum Mile Song with Lyrics



Lyrics Dil Ibaadat Kar Raha Hai, Dhadakane Meri Sun
Tujhako Main Kar Loon Haasil Lagi Hai Yahin Dhun
Jindagi Ki Shaak Se Loon Kuchh Haseen Pal Main Chun
Tujhako Main Kar Loon Haasil Lagi Hai Yahin Dhun

Dil Ibaadat Kar Raha Hai, Dhadakane Meri Sun
Tujhako Main Kar Loon Haasil Lagi Hai Yahin Dhun
Jindagi Ki Shaak Se Loon Kuchh Haseen Pal Main Chun
Tujhako Main Kar Loon Haasil Lagi Hai Yahin Dhun
Jo Bhi Jitane Pal Jiu, Unhe Tere Sang Jiu
Jo Bhi Kal Ho Abb Mera Use Tere Sang Jiu
Jo Bhi Saansein Main Bharu Unhe Tere Sang Bharu
Chaahe Jo Ho Raasta Use Tere Sang Chalu
Dil Ibaadat Kar Raha Hai, Dhadakane Meri Sun
Tujhako Main Kar Loon Haasil Lagi Hai Yahin Dhun

(mujhako De Tu Mit Jaane Abb Khud Se Dil Mil Jaane
Kyun Hai Itana Faasala
Lamahe Yeh Phir Na Aane Inako Tu Na De Jaane
Tu Mujhape Khud Ko De Luta
Tujhe Tujhase Tod Loon Kahin Khud Se Jod Loon
Meri Jismo Jaan Pe Aa Teri Khushbu Odh Loon
Jo Bhi Saansein Main Bharu Unhe Tere Sang Bharu
Chaahe Jo Ho Raasta Use Tere Sang Chalu
Dil Ibaadat Kar Raha Hai Dhadakane Meri Sun
Tujhako Main Kar Loon Haasil Lagi Hai Yahin Dhun

Baahon Mein De Bas Jaane Sine Mein De Chhup Jaane
Tujh Bin Main Jaau Toh Kahaan
Tujhase Hai Mujhako Paane Yaadon Ke Woh Najraane
Ik Jinape Hak Ho Bas Mera
Teri Yaadon Mein Rahu Tere Khaabon Mein Jagu
Mujhe Dhundhein Jab Koyi Teri Aankhon Mein Milu
Jo Bhi Saansein Main Bharu Unhe Tere Sang Bharu
Chaahe Jo Ho Raasta Use Tere Sang Chalu
Dil Ibaadat Kar Raha Hai, Dhadakane Meri Sun
Tujhako Main Kar Loon Haasil Lagi Hai Yahin Dhu

Tu Hi Haqeeqat Tum Mile Song with Lyrics



The Lyrics of Tu Hi Haqeeqat Song from Kunal Deshmukh’s Tum Mile. If there are any mistakes in the Tu Hi Haqeeqat lyrics, kindly post below in the comments section, we will rectify it as soon as possible.

Tu Hi Haqeeqat - Bollywood Hindi Song Lyrics

Movie: Tum Mile (2009)
Music Director: Pritam Chakraborty
Director: Kunal Deshmukh
Lyricist: Kumaar, Sayeed Qadri
Starring: Emraan Hashmi, Soha Ali Khan
Song Title: Tu Hi Haqeeqat
Release Date: November 13, 2009

Tu Hi Haqeeqat Lyrics

Tu hi haqeeqat khwaab tu
Dariya tu hi pyaas tu
Tu hi dil ki bekarari
Tu sukoon tu sukoon
Jaoon main ab jab jiss jagah
Paoon main tujhko uss jagah
Saath hoke na ho tu hai
Rubaroo rubaroo

Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera

Aa tujhe inn baahon mein bhar ke
Aur bhi kar loon main kareeb
Tu juda ho toh lage hai
Aata jaata har pal ajeeb
Iss jahaan mein hai aur na hoga
Mujhsa koi bhi khush naseeb
Tune mujhko dil diya hai
Main hoon tere sabse kareeb

Main ti toh tere dil mein hoon
Main hi toh saanson mein basoon
Tere dil ki dhadkanon mein
Main hi hoon main hi hoon

Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera

Ohhooo…
Kab bhala ab ye waqt guzre
Kuch pata chalta hi nahi
Jabse mujhko tu mila hai
Hosh kuch bhi apna nahi
Uff ye teri palken ghani si
Chaanv inki hai dilnasheen
Ab kise dar dhoop ka hai
Kyunki hain ye mujhpe bicchi

Tere bina na saans loon
Tere bina na main jiyun
Tere bina na ek pal bhi
Reh sakoon reh sakoon

Tu hi haqeeqat khwaab tu
Dariya tu hi pyaas tu
Tu hi dil ki bekarari
Tu sukoon tu sukoon

Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera

Hadiqa Kiyani Az Chashme Saqi - Music Video with Lyrics

Hadiqa Kiyani: Az Chashme Saqi - Music Video


Music is a universal language and Pakistani pop singer Hadiqa Kiani has proven that in her Persian number. The Kalam-e-Iqbal titled "Az Chasme Saqi" sung by Hadiqa Kiani to tribute the legendary poet Dr Muhammad Allama Iqbal. The song is sung in Persian with an English translation. The song has an Arabic vibe, which probably comes from the experience Hadiqa has had performing in the Middle East during these past few years. The song is featured in her latest music album Aasmaan.




Hadiqa Kiyani: Az Chashme Saqi - Song Lyrics


az chashme saaqi mast sharabam

bae mae kharabam bae mae kharabum


shoukam fozoon tar az bae hijabi

beenum na beenum dar paech o tabum


az chashme saaqi mast sharabam

bae mae kharabam bae mae kharabum


choon rishta e shama atish begerad

az zakhma e man taar e rubabum


az chashme saaqi mast sharabam

bae mae kharabam bae mae kharabum


az man baroon neest manzal gahe man

man bae nasihum,, rahae nayabum


az chashme saaqi mast sharabam

bae mae kharabam bae mae kharabum


taa aftabi khezad z khawar

manind e anjum bastand khwabum


az chashme saaqi mast sharabam

bae mae kharabam bae mae kharabum

Az Chashm E Saaqi by Allama Iqbal

Az Chashm E Saaqi Mast-e-sharabam, Be Mai Kharabam Be Mai Kharabam(farsi/deri Ghazal)


Az Chashme Saqi

Lyrics Contributed By: Kinaan Khan Sherwani


az chashme saaqi mast sharabam ;;;; bae mae kharabam bae mae kharabum
shoukam fozoon tar az bae hijabi ;;;; beenum na beenum dar paech o tabum

az chashme saaqi mast sharabam ;;;; bae mae kharabam bae mae kharabum
choon rishta e shama atish begerad ;;;;; az zakhma e man taar e rubabum

az chashme saaqi mast sharabam ;;;;; bae mae kharabam bae mae kharabum
az man baroon neest manzal gahe man ;;;;; man bae nasihum,, rahae nayabum

az chashme saaqi mast sharabam ;;;;; bae mae kharabam bae mae kharabum
taa aftabi khezad z khawar ;;;;; manind e anjum bastand khwabum

az chashme saaqi mast sharabam bae mae kharabam bae mae kharabum

Wao

Related Posts with Thumbnails